HELLO DOSTON
Aaj hm bat karenge september mahine me parne bali bank holidays ke bare me to aagar aap september me bank ke kary se bank jana chahte hai to list check kar len,
aaiye jante hain
RBI ke dwara jari list ke anusar september me total 7 bank holidays par rahen hain lekin ye holidays pure desh ke liye nahi hai ,alag-alag rajyon ke liye alag -alag hai or iske alawa 6 din ki saptahik bandi milegi
lekin is close ke dauran online banking chalu rahenge, digital banking me koi problem nahi aayegi,
september mahine me bank 12 din band rahenge ,isliye bank sambandhi kary pahle nipta len,
september me kis-kis din bank close rahenge or kis- kis state me ?
- 5 september – sunday
- 8 september- shree mant shankar deva tithi ( guwahati)
- 9 september – tij haritalika (gangtoke)
- 10 september – ganesh chaturthi/sanwatsari(chaturthi paksh)/vinayak chaturthi/varsidhi vinayak vrat (bengluru,ahmdabad, belapur,bhuvneswar,chennai, haidrabad,mumbai,nagpur, panji)
- 11 september – second saturday /ganesh chaturthi second day (panji)
- 12 september – sunday
- 17 september – karma puja (ranchi)
- 19 september – sunday
- 20 september – indra jatra (gangtoke)
- 21 september – shree narayan guru samadhi divas (kochhi, tiruvantpuram)
- 25 september – forth saturday
- 26 september – sunday
dhanywad