HELLO DOSTON
Aaj ham bat karenge PNB bank me online account kaise khulwaye ?
account khulwane me kya kya lagta hai ?
ham kis tarah online pnb bank me aaccount khol sakte hai ?
AAJkal ham bank ka bahut kam bank ka, bina bank jaye kar sakte hai ,
aap bina bank jaye bank me khata ya account khulwa sakte hai ,
to aaj hm bat karenge pnb bank me online khata kaise khulwayen ?
PNB bank me online account khulwane ka prosses bahut aasan hai,
is tarah ka subidha to or kai bank me maujud hai,
any bank ka dusre din aaj ham bat karenge pnb me account online kaise khulwayen
pnb bank me khata ya account klhulwane ke liye kya kya chahiye niche diye gye hain,
mobile number jo aadhar se jura ho,
aadhar card,
pancard orignal,
ab khata ya account online khuwane ke liye
niche prosses diye gye hain ,
1)sabse pahle aapko https://onlinesb.pnbindia.in/ par jana hoga ,
uper diya gya website pnb bank ka adhikarik website hai,
2) website par jane ke paschat apply for saving account par click karna hai,
3) or do option me se ,power savings account/unnati savings accounts me se kisi ek ko chunna hoga , dono tarah ke account me alag alag fayde hai ,jankari ke liye padh len jo achha lage uska chunaw kare,
4) iske bad ek form ayega usko padhkar agree par click karna hai, or proceed par click karna hai,
5) apna mobile number or email id dalen ( mobile no. jo aadhar se link ho) proceed par click karen,
6) aapke mobile par ek OTP ayega ese inter kare or verify or proceed par click karen
7) iske paschat jo page open hoga usme aadhar card or pan card ka detail dalna hoga or niche diye gaye box me check mark karna hoga or proceed par click karen,
8) Or fir se ek OTP aayega ,ise inter karen or verify or proceed par click karen,
9) iske bad kuch or aapse juri details aapko yanha bharni hogi or idhar aap service bhi select kar sakte hain,
10) Or last me aapko ek video KYC pura karna hoga jisme company ke representative ke dwara ye KYC ka video call pura karenge ,
or aapka account pnb bank me khul jayega
dhnywad