HELLO DOSTON
AAJ HAM BAT KARENGE CRYPTO CURRENCY KE BANK CASHA KE INDIA ME PYAPAR SURU KARNE KE BARE ME,
Crypto currency bank casha ne india me apne bajar ko badhane ke liye,
usne RBI ke rull and regulation se bachkar apna byapar aage badhane ka faisla kiya hai,
RBI ke niyam se bachane ke liye co-opretive society ko rasta banakar apna pyapar suru kiya hai.
crypto currency ko lekar rbi aise hi naraj chal rahi hai lekin narajgi ke bad bhi desh me crypto currency ke pyapar ko chalu karna chah rahi hai.
crypto currency ke bank cashaa ke anusar desh me any branch ke sath crypto ke bypar se juda UNICAS ko bajar me utara hai.
is crypto currency ke bank ke founder or ceo ,kumar gaurv ne kaha hai ki-
iske jariye 1 saving account se crypto or currency dono ka upyog kar sakte hai.
banking sector se jure ek khabar ne is ke bare kaha hai ki iske pramoters credit co-oprective ko jariya banakar market me aana chahte hain
isse wh rbi ke niyamo se bach sakte hai.
cashaa ki crypto currency ko kharidne ke liye apne grahkon ko loan de sakti hai or iske liye wh account khowana chahti hai.